hamne pahle hi kaha ho jaao taiyaar,
haar jeet k mamle hote hain bekaar,
hote hain bekaar mat karo guththam guththa,
khaa lo badhiya paan,lagake choona kaththa...
kahen Urmil kaviraai so raho odh rajayi,
kisne jana neend tumhen aayi na aayi.. :-) Urmila Madhav
No comments:
Post a Comment