Taqaaza waqt ka hai ye ki ab n dagmagaayen hum, Irada karke nikle hain,kabhi n mud ke aayen hum, Agarche,teergi,toofaan,muqabil kuchh bhi aa jaaye, Bahut shiddat se apna hausla khud hi badhaayen hum...... Urmila Madhav 12.9.2013...
No comments:
Post a Comment