Saturday, 26 January 2019

हटता रहा


raat badhti rahi waqt ghat-ta raha.
neend ka youn safar door hat-ta raha,
aankh dar par lagi thi magar kya kahen,
tum na aaye magar daur kat-ta raha...

No comments:

Post a Comment