Friday, 1 May 2026

पत्थरों के शहर में

paththaron ke shahar main kahan aagaye..?
hum fareb-e-zamaane se ghabra gaye,
baat dil se kare koi,mumkin nahin,
sab zabaani jamaa kharch samjha gaye...
Urmila Madhav
2.5.2013

No comments:

Post a Comment