Friday, 19 October 2018

कर दिया रब ने

hamko khamosh kar diya rab ne ,
dil k daman ko bhar diya rab ne,
ab wo aansu the ya ki chhale the,
jo bhi ho kuchh nazar kiya rab ne,
Urmila Madhav...

No comments:

Post a Comment