Tuesday, 19 October 2021

kar diya rb ne

hamko khamosh kar diya rab ne ,
dil k daman ko bhar diya rab ne,
ab wo aansu the ya ki chhale the,
jo bhi tha nazr kar diya rab ne..
Urmila Madhav...

No comments:

Post a Comment